Header Ads

Blog Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye

 

Blog Ke Liye Disclaimer Page Kaise Banaye


Disclaimer Kaise Banaye Apne Blog Ke Liye or Ye Kyu Jaruri Hai

Option 1:

  1. Sabse pahle aap free disclaimer generate karne wali site easyriver.com par jaye.
  2. Ab yaha par aapko simple option follow karne hai.

Create Site disclaimer

  1. Apni site ka name likhe.
  2. Company ka name likhe. (Company nahi hai to apni site ka full name likh sakte ho.)
  3. Country name add kare.
  4. Apna Email address add kare. Jis par user aapse contact kar sake.
  5. FInaly, Make my disclaimer par click kare.

Option 2:

Ab aapke samne jo page khulega usme aapke blog ka disclaimer hoga. Use copy karke aap apne blog ke page me paste kare.

1. Blogger blog me aap blogger dashboard >> pages >> new page par click karke disclaimer paste kare.

2. WordPress blog me aap wordress dashboard >> pages >> add new par click karke paste kare.

No comments

Powered by Blogger.