Youtube Videos Ko Blog Post Me Kaise Add (Embed) Kare

 

Youtube Videos Ko Blog Post Me Kaise Add (Embed) Kare

Step 1:

sabse pahle aap YouTube par jayiye or aapko jo video blog post me add karna hai us video ko open kijiye.

  1. Share par click kare.
  2. ab embed par click kare.
  3. is link ko copy kare.

Add YouTube video in blog

Ab aapko YouTube video ka link to mil gaya hai. ab aapko ye link blog post me add karna hai.

Step 2:

blogger par jaye or aapko jis post me link add karna hai. uske edit option par jaye.

  1. HTML section par click kare.
  2. ab aapko jaha bhi video dikhana hai waha video ka code paste kare.

paste video code in blog postIs tarah aap YouTube videos ko aasani se blog ki post me add kar sakte hai. or agar aapko video ka size change karna hai to to aap video ke code me width or height ko change kar video ka size change kar sakte hai. jaise

<iframe width="560" height="315" src="https://www.YouTube.com/embed/DTu-G9T85oc" frameborder="0" allowfullscreen></iframe>


Video code ko post me add karte time aap video ki width or height change kar sakte ho. aamto r par allready diya hua size better hota hai. log sabse jyada isi size me apne blog par video add karte hai.

No comments

Powered by Blogger.