Google analytics par account delete kaise kare?

Dosto jab bhi koi new blogger google analytics par account banata hai to ache se jankari n hone ke karan do account bana leta hai or fir bad me dusre account ko delete nahi kar pata aaj is post ke madhym se mai yahi batane ki koshis karunga ki
Google analytics par se account ko kaise delete karte hai?
Blog ki traffic kaise badhaye? /Blog की ट्रैफिक बढ़ने के 10 बेहतरीन तरीके

Step 1.
* sabse pahle aap google analytics par jaye
* ab admin select kare
* ab jis blog ko google analytics se delete karna hai use select kare
* ab property setting par click kare
Jaise hi aap click karenge ek new page open hoga jisme account ko delete karne option right side me " move to tracsh can" diya hoga us par click kar de.
Ab ek pop up window open hoga jisme aap delete property par click karke hamesha ke liye account delete kar sakte hai.
Ab aap chahe to remove yani delete kiye gaye account ko 35 din ke andar restore kar sakte hai google apne user ko 35 din ka time deta hai taki galti se yadi aapne account ko delete kar diya hai to use vapas pa sakte hai.

Post a Comment